Muhabbat Poetry

Ranjshain Hijar Ka Mayar Ghata Deti Hain

Ranjshain Hijar Ka Mayar Ghata Deti Hain

Ranjshain Hijar Ka Mayar Ghata Deti Hain Rooth Jane Se Guzary To Nahin Hotay Raas Rehti Hai Muhabbat Bhi Kai Logon Ko Wo Bhi Arshon Se Utary To Nahin Hotay رنجشیں ہجر کا معیار گھٹا دیتی ہیں روٹھ جانے سے گزارے تو نہیں ہوتے راس رہتی ہے محبت بھی کئی لوگوں کو وہ بھی عرشوں سے اتارے تو نہیں ہوتے …

Read More »

Bohat Asan Hai Kehna Muhabbat Hum Bhi Karte Hain

Bohat Asan Hai Kehna Muhabbat Hum Bhi Karte Hain

Bohat Asan Hai Kehna Muhabbat Hum Bhi Karte Hain Mgr Matlab Muhabbat Ka Samjh Lena Nahin Asan Muhabbat Paa Ke Kho Dena Muhabbat Kho Ke Paa Lena Ye Un Logon Ke Qisay Hain Muhabbat Ke Jo Mujrim Hain Jo Mil Jane Pe Hanstay Hain Bichar Jane Pe Rotay Hain !………. Suno……….! Muhabbat Karne Wale To Bohat Khamosh Hotay Hain Jo …

Read More »

Shamain Thandi Ho Jaien To Us Shakhas Se Kam Kam Milna

Shamain Thandi Ho Jaien To Us Shakhas Se Kam Kam Milna

Shamain Thandi Ho Jaien To Us Shakhas Se Kam Kam Milna Aksar Mosam Sarma Main Muhabbton Ko Zawal Aatay Hain شامیں ٹھنڈی ہو جائیں تو اس شخص سے کم کم ملنا اکثر موسم سرما میں محبتوں کو زوال آتے ہیں Read Also : Sham Poetry in Urdu Text

Read More »

Mufat Le Jao Humain Daam Se Dar Lagta Hai

Mufat Le Jao Humain Daam Se Dar Lagta Hai

Mufat Le Jao Humain Daam Se Dar Lagta Hai Ay Ghulami Humain Neelam Se Dar Lagta Hai Jaan E Man Kaam To Acha Hai Muhabbat Lekin Hum Ko Iske Anjam Se Dar Lagta Hai مفت لے جاؤ ہمیں دام سے ڈر لگتا ہے اے غلامی ہمیں نیلام سے ڈر لگتا ہے جانِ مَن کام تو اچھا ہے محبت لیکن ہم …

Read More »