Ranjshain Hijar Ka Mayar Ghata Deti Hain Rooth Jane Se Guzary To Nahin Hotay Raas Rehti Hai Muhabbat Bhi Kai Logon Ko Wo Bhi Arshon Se Utary To Nahin Hotay رنجشیں ہجر کا معیار گھٹا دیتی ہیں روٹھ جانے سے گزارے تو نہیں ہوتے راس رہتی ہے محبت بھی کئی لوگوں کو وہ بھی عرشوں سے اتارے تو نہیں ہوتے …
Read More »Urdu Poetry
Sab Dekhtay Rahy Ye Labon Ki Hansi Magar
Sab Dekhtay Rahy Ye Labon Ki Hansi Magar Koi Bhi Mere Dukh Se Shansa Nahin Huwa Phir Tere Bad Tujh Sa Nahin Mil Saka Mujhy Tujh Se Bichar Ke Phir Main Kisi Ka Nahin Huwa سب دیکھتے رہے یہ لبوں کی ہنسی مگر کوئی بھی میرے دکھ سے شناسا نہیں ہوا پھر تیرے بعد تجھ سا نہیں مل سکا مجھے …
Read More »Baton Ke Har Jawab Main Bas Mukhtasir Si HAN
Baton Ke Har Jawab Main Bas Mukhtasir Si HAN Lagta Hai Meri Zaat Se Ukta Gaya Hai Wo باتوں کے ہر جواب میں بس مختصر سی ہاں لگتا ہے میری ذات سے اُکتا گیا ہے وہ Read Also : Urdu Love Poetry In Urdu Text
Read More »Tum Mujhy Hamesha Naram Dil Walon Ki Qataar Mai
Tum Mujhy Hamesha Naram Dil Walon Ki Qatar Mai He Pao Ge Kion Ke Mujse Ilam Hai Aik Khudgharaz Dil Kabhi Nahi Bharta Kisi Cheez Se Nahi Bharta Jab Ke Aik Naram Dil Aik Phool Se Khush Ho Jata Hai Ya Phir Aik Masoom Si Dua Se Aur Kabhi Kabar To Honton Ke Kanaron Pe Ubharny Wali Is Mubham Mushkarahat …
Read More »Kho Gaye Hum To Bohat Pachtao Gay Tum
Kho Gaye Hum To Bohat Pachtao Gay Tum Mujhy To Lout Any Ki Bhi Adat Nahin کھو گئے ہم تو بہت پچھتاؤ گے تم مجھے تو لوٹ آنے کی بھی عادت نہیں Read Also : December Poetry In Urdu Text
Read More »Mufat Le Jao Humain Daam Se Dar Lagta Hai
Mufat Le Jao Humain Daam Se Dar Lagta Hai Ay Ghulami Humain Neelam Se Dar Lagta Hai Jaan E Man Kaam To Acha Hai Muhabbat Lekin Hum Ko Iske Anjam Se Dar Lagta Hai مفت لے جاؤ ہمیں دام سے ڈر لگتا ہے اے غلامی ہمیں نیلام سے ڈر لگتا ہے جانِ مَن کام تو اچھا ہے محبت لیکن ہم …
Read More »December Ki Sarad Shamon Main Aankhen Bhar Ke Bethay Hain
December Ki Sarad Shamon Main Aankhen Bhar Ke Bethay Hain Kia Karain Sahib Muhabbat Kar Jo Bethy Hain Such Hai Gham Wa Zilat Ke Siwa Un Se Humain Kuch Na Mila Phir Bhi Hum BiYa Unhi Pe Mar Ke Bethy Hain دسمبر کی سرد شاموں میں آنکھیں بھَر کے بیٹھے ہیں کیا کریں صاحب ، محبت کر جو بیٹھے ہیں …
Read More »Kesy Dasay Ga Kon Mujhe Janta Hun Main
Kesy Dasay Ga Kon Mujhe Janta Hun Main Lekin Kisi Ka Khoof Kahan Manta Hun Main Jangal Ka Ho Ya Phir Kisi Asteen Ka Sanpon Ki Sari Naslon Ko Pehchanta Hun Main کیسے ڈسے گا کون مجھے جانتا ہوں میں لیکن کسی کا خوف کہاں مانتا ہوں میں جنگل کا ہو یا پھر کسی آستین کا سانپوں کی ساری نسلوں …
Read More »Ajeeb Log Hain Wajhain Talash Karte Hain
Ajeeb Log Hain Wajhain Talash Karte Hain Bhala Ye Ishq Kisi Bhi Sabbab Se Thori Hai Jo Ilhtiyar Tumhain Hai Wo Har Kisi Ko Nahi Tumhary Sath Muhabbat Hai Sab Se Thori Hai عجیب لوگ ہیں وجہیں تلاش کرتے ہیں. بھلا یہ عشق کسی بھی سبب سے تھوڑی ہے جو اختیار تمہیں ہے وہ ہر کسی کو نہیں. تمہارے ساتھ …
Read More »Agr Main Tumhain Na Dekhnay Ka Irada Kar Lon
Agr Main Tumhain Na Dekhnay Ka Irada Kar Lon To Tum Yaqeen Rakhna Ke Tum Palkon Par Bhi Beth Jao Main Tumhain Nahi Dekhon Gi اگر میں تمہیں نہ دیکھنے کا ارادہ کر لوں تو تم یقین رکھنا کہ تم پلکوں پر بھی بیٹھ جاؤ میں تمہیں نہیں دیکھوں گی Read Also : Sad Poetry In Urdu
Read More »