Urdu Poetry 4 Lines

Ranjshain Hijar Ka Mayar Ghata Deti Hain

Ranjshain Hijar Ka Mayar Ghata Deti Hain

Ranjshain Hijar Ka Mayar Ghata Deti Hain Rooth Jane Se Guzary To Nahin Hotay Raas Rehti Hai Muhabbat Bhi Kai Logon Ko Wo Bhi Arshon Se Utary To Nahin Hotay رنجشیں ہجر کا معیار گھٹا دیتی ہیں روٹھ جانے سے گزارے تو نہیں ہوتے راس رہتی ہے محبت بھی کئی لوگوں کو وہ بھی عرشوں سے اتارے تو نہیں ہوتے …

Read More »

Sab Dekhtay Rahy Ye Labon Ki Hansi Magar

Sab Dekhtay Rahy Ye Labon Ki Hansi Magar

Sab Dekhtay Rahy Ye Labon Ki Hansi Magar Koi Bhi Mere Dukh Se Shansa Nahin Huwa Phir Tere Bad Tujh Sa Nahin Mil Saka Mujhy Tujh Se Bichar Ke Phir Main Kisi Ka Nahin Huwa سب دیکھتے رہے یہ لبوں کی ہنسی مگر کوئی بھی میرے دکھ سے شناسا نہیں ہوا پھر تیرے بعد تجھ سا نہیں مل سکا مجھے …

Read More »

Mile To Aisy Rag E Jaan Ko Jesay Choo Aaye

Mile To Aisy Rag E Jaan Ko Jesay Choo Aaye

Mile To Aisy Rag E Jaan Ko Jesay Choo Aaye Juda Huway To Wohi Qarab Narasai Ka Koi Sawal Jo Pochay To Kia Kahun Us Se Bichrany Wale Sabab To Bata Judai Ka ملے تو ایسے رگِ جاں کو جیسے چُھو آئے جُدا ہُوئے تو وہی کرب نارسائی کا کوئی سوال جو پُوچھے تو کیا کہوں اُس سے بچھڑنے والے …

Read More »

December Ki Sarad Shamon Main Aankhen Bhar Ke Bethay Hain

December Ki Sarad Shamon Main Aankhen Bhar Ke Bethay Hain

December Ki Sarad Shamon Main Aankhen Bhar Ke Bethay Hain Kia Karain Sahib Muhabbat Kar Jo Bethy Hain Such Hai Gham Wa Zilat Ke Siwa Un Se Humain Kuch Na Mila Phir Bhi Hum BiYa Unhi Pe Mar Ke Bethy Hain دسمبر کی سرد شاموں میں آنکھیں بھَر کے بیٹھے ہیں کیا کریں صاحب ، محبت کر جو بیٹھے ہیں …

Read More »

Ajeeb Log Hain Wajhain Talash Karte Hain

Ajeeb Log Hain Wajhain Talash Karte Hain

Ajeeb Log Hain Wajhain Talash Karte Hain Bhala Ye Ishq Kisi Bhi Sabbab Se Thori Hai Jo Ilhtiyar Tumhain Hai Wo Har Kisi Ko Nahi Tumhary Sath Muhabbat Hai Sab Se Thori Hai عجیب لوگ ہیں وجہیں تلاش کرتے ہیں. بھلا یہ عشق کسی بھی سبب سے تھوڑی ہے جو اختیار تمہیں ہے وہ ہر کسی کو نہیں. تمہارے ساتھ …

Read More »