Rooh Se Muhabbat He Suchi Muhabbat Hai

Rooh Se Muhabbat He Suchi Muhabbat Hai

Muhabbat Hamesha Kashish Dhondti Hai,
Or Kashish Sirf Chehray He Main Nahin Lafzon Aur Lehjon Main Bhi Hoti Hai,
Balke Lafzon Ki Kashish Rooh Ko Hamesha Hamesha Ke Liye Jakar Leti Hai,
Lafaz Jitne Khoobsurat Aur Pur Waqar Hongay Muhabbat Utna He Mehkay Gi,
Baki Muhabbat Ko Dekhne Aur Samjhne Ka Har Kisi Ka Apna Nazriya Hai,
Rooh Se Muhabbat He Suchi Muhabbat Hai.

مُحبّت ہمیشہ کشش ڈھونڈتی ہے
اور کشش صرف چہرے ہی میں نہیں لفظوں اور لہجوں میں بھی ہوتی ہے
بلکہ لفظوں کی کشش روح کو ہمیشہ ہمیشہ کے لیے جکڑ لیتی ہے
لفظ جتنے خوبصورت اور پروقار ہونگے مُحبّت اُتنا ہی مہکے گی
باقی محبت کو دیکھنے اور سمجھنے کا ہر کسی کا اپنا نظریہ ہے،
روح سے مُحبّت ہی سچّی مُحبّت ہے۔

Read Also : Urdu Tehreer In Urdu Text

Check Also

Hum Jab Bhi Koi Dukh Likhty Hain Tou Log Usy

Hum Jab Bhi Koi Dukh Likhty Hain Tou Log Usy

ہم جب بھی کوئی دکھ لکھتے ہیں تو لوگ اسے ہماری ذندگی میں کھوجنے لگتے …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *